Manzil Manzil songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Yeh Naina Yaad Hai Lyrics
Writer :
Singer :
Hey sabha, hey sabha hey sabha, o o sabha
Ye naina yaad hai piya ke bhul gaye
Ye naina yaad hai piya ke bhul gaye
Inme dekho to kiski tasvir hai
Aage meri takdir hai aaja re aa
Ho ye naina yaad hai piya ke bhul gaye
Ho dekho ye dilruba mere hatho pe
Aaj bhi hai nisha tumhare hotho ke
Ho dekho ye dilruba mere hatho pe
Aaj bhi hai nisha tumhare hotho ke
Hatho me dekho to kiski ye tasvir hai
Aage meri takdir hai aaja re aa
Hey sabha, hey sabha hey sabha, o o sabha
Ho hoke tumse juda aur kya hona
Uth raha hai dhuya badan se dekho na
Ho hoke tumse juda aur kya hona
Uth raha hai dhuya badan se dekho na
Dhuye me dekho to kiski ye tasvir hai
Aage meri takdir hai aaja re aa
Ye naina yaad hai piya ke bhul gaye
Inme dekho to kiski tasvir hai
Aage meri takdir hai aaja re aa
Ho aankhe na badalo is tor se
Dekho to mujhko jara gor se
Aankhe na badalo is tor se
Dekho to mujhko jara gor se
Tere liye jo dar dar phira
Ha mai wo hi hu deewana tera
Yaad karo janejaha
Ab nahi rahana tere bina
Ab nahi rahana tere bina.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


