Pene Ke Baad Lyrics

Writer :

Singer :




Mat chhedo unaki baatein inn baaton mein dum nahi
Inn baaton mein dum nahi

Kaise hum ji rahe hai, aise hum ji rahe hai
Kaise hum ji rahe hai, aise hum ji rahe hai
Jaise koyi jeher hai hasake hum pi rahe hai
Sote huye yeh din gujare jaagate beeti raaten kayi
Pine ke baad aati hai yaad bhuli huyi baatein kayi
Oh pine ke baad aati hai yaad bhuli huyi baatein kayi

Jaadu se chal rahe hai armaan nikal rahe hai
Jaadu se chal rahe hai armaan nikal rahe hai
Shole lapak rahe hain din mein dil jal rahe hain
Palakon ke niche inn aankhon ke pichhe
Chhupi hai barsaate kayi
Pine ke baad aati hai yaad bhuli huyi baatein kayi
Pine ke baad aati hai yaad bhuli huyi baatein kayi

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.