Jaana O Meri Jaana Lyrics

Writer :

Singer :




Zindabad..
Ku ku ru ku ku ru ku
Ho ho hoyy

Jaana o meri jaana
Are main hoon tere khwaabon ka rajaa
Are laila o meri laila
Are aaja meri baahon mein aaja

Jaana o meri jaana
Are main hoon tere khwaabon ka rajaa
Are laila o meri laila
Are aaja meri baahon mein aaja

Nazaneen gulbadan aankhen hain maikhana
Dekh to pyaar se aisa kya tadpana
Nazaneen gulbadan aankhen hain maikhana
Dekh to pyaar se aisa kya tadpana
Are, ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho …

Jaana o meri jaana
Are main hoon tere khwaabon ka rajaa
Are laila o meri laila
Are aaja meri baahon mein aaja

Jhoomke aa zara pehloo mein diljani
Beet hi jaaye na tanha yeh jawani
Jhoomke aa zara pehloo mein diljani
Beet hi jaaye na tanha yeh jawani
Aa aa aa aa aa aa..

Jaana o meri jaana
Are main hoon tere khwaabon ka rajaa
Are laila o meri laila
Are aaja meri baahon mein aaja

Ku ku ru ku ku ru ku
Uh hu uh huh huh huh huh e baba

Ku ku ru kuu
Aur bhi gusse mein khile tu haseena
Soch le mere bina tera kya hai jeena baba
Aur bhi gusse mein khile tu haseena
Soch le mere bina tera kya hai jeena baba
Oho oho oho oho oho oho~

Jaana o meri jaana
Are main hoon tere khwaabon ka rajaa
Are laila o meri laila
Are aaja meri baahon mein aaja

Jaana o meri jaana
Are main hoon tere khwaabon ka rajaa
Are laila o meri laila
Are aaja meri baahon mein aaja.


Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.