Alag Alag songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Kagaz Kalam Dawaat Lyrics
Writer :
Singer :
Kagaz kalam davaat le
Ye kissa likhe koi
Kagaz kalam davaat le
Ye kissa likhe koi
Ranga ranga kerte
Fir ek heer diwani hoyi
Jab se tujhko dekha hai
Mai sabko bhul gayi hu
Auro ki kya baat kare
Mai rab ko bhul gayi hu
Tere naam ke siva kuch yaad nahi
Tere naam ke siva kuch yaad nahi
Kya shadi kya dholi kaise
Char gavah kya kaazi
Duniya se kya lena dena
Dil raazi rab raazi
Jogi ban ko jaye
Jogi ban ko jaye
Mujhko jane tere daware
Tere daware ko jate
Duniya ke raste sare
Tere naam ke siva kuch yaad nahi
Tere naam ke siva kuch yaad nahi
Mujhe kya ho gaya kuch yaad nahi
Tune kya ker diya mujhe yaad nahi
Tere naam ke shiva kuch yaad nahi
Tere naam ke shiva kuch yaad nahi
Laaj ke pahre tut
Tadap uthi ye radha
O prem ke raste me hai
Uche parvat sagar gahre
Hum premi aankho se andhe
Aur kano se bahr
Tere naam ke shiva kuch yaad nahi
Tere naam ke shiva kuch yaad nahi
Mujhe kya ho gaya kuch yaad nahi
Tune kya ker diya mujhe yaad nahi
Tere naam ke shiva kuch yaad nahi
Tere naam ke shiva kuch yaad nahi
Teri surat murat me
Apni tasveer dekhu
Teri julfo me ulji apni
Taqdir mai dekhu
Tu mujhme mai tujhme
Dono aise
Tere naam ke shiva kuch yaad nahi
Tere naam ke shiva
Mujhe kya ho gaya kuch yaad nahi
Tune kya ker diya mujhe yaad nahi
Tere naam ke shiva kuch yaad nahi
Tere naam ke shiva kuch yaad nahi.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


