Shaharon Mein Se Shahar Lyrics

Writer :

Singer :




Are re re are ha bhaiya ye kya bhulbaliya re baba
Sahro me se sahar suna sahar calcutta
Gali gali bhul gaya hum kho gaye
Desh me pardesi ho gaye

Sahro me se sahar suna sahar calcutta
Gali gali bhul gaya hum kho gaye
Desh me pardesi ho gaye

Naam ke sath me kaam ka baiya
Sang na dekha koi
Dau rangi bazar to dekha
Rang na dekha koi
Dekho kaise baage riksa wala banke gauda
Niche ganga, upar danga
Toda brize hai lamba chouda
Sanje bhaiya

Sahro me se sahar suna sahar calcutta
Gali gali bhul gaya hum kho gaye
Ho desh me pardesi ho gaye
Re bandu desh me pardesi ho gaye

Hey gokul mathura kashi
Jaise gokul mathura kashi
Makhan chor ki bhumi
Aise neta ji bhumi ye tagore ki bhumi
Mil ghul ke jeena sikho jeevan khel tamasha
Ek hamara desh hai chahe bolo koi basha

Sahro me se sahar suna sahar calcutta
Gali gali bhul gaya hum kho gaye
Ho desh me pardesi ho gaye
Hum u desh me pardesi ho gaye

Shyam bazar me sham bhai
Par shyam nagar na aaye
Na radha bazar radha ke darshan hoye
Taali gung me taali hai
Na baali gunj me baali
Lekin kaali gaat me dekhi mata kali

Sahro me se sahar suna sahar calcutta
Gali gali bhul gaya hum kho gaye
Ho desh me pardesi ho gaye

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.