Ae Sagar Ki Laheron Lyrics

Writer :

Singer :

Pyar samunder se hai gahra
Isme kahin hum dub na jaye
Dil chahe tufan se khele
Sahil par vapas na aaye

Ae sagar ki laheron hum bhi aate hai thahero

O sahil sahil manjil manjil humko le chalo
Eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thahro

Jaisa betab ye ek dil nadan hai
Dekhe aisa kahin koi tufan hai
Jaisa betab ye ek dil nadan hai
Are dekhe aisa kahin koi tufan hai
La la la la.. La la la la
Basti basti kashti kashti humko le chalo
Ae sagar ki laheron hum bhi aate hai thahero
O sahil sahil manjil manjil humko le chalo
Ae sagar ki laheron hum bhi aate hai thahero
Ae sagar ki laheron hum bhi aate hai thahero

O meri mahebub sa kya hai koi hasin
Ho mere dildar sa aashiq koi nahi
O meri mahebub sa kya hai koi hasin
Ho mere dildar sa aashiq koi nahi
La la la la.. La la la la
Sehra sehra dariya dariya humko le chalo
Ae sagar ki laheron hum bhi aate hai thahero
O sahil sahil manjil manjil humko le chalo
Ae sagar ki laheron hum bhi aate hai thahero
Ae sagar ki laheron hum bhi aate hai thahero

Ye duniya chhod ke rah jaye hum wahan
Hum dono ke siwa koi na ho jahan
Ye dunia chhod ke rah jaye hum wahan
Are hum dono ke siwa koi na ho jahan
La la la la.. La la la la
Chalte chalte raste raste humko le chalo
Ae sagar ki laheron hum bhi aate hai thahero
O sahil sahil manjil manjil humko le chalo
Ae sagar ki laheron hum bhi aate hai thahero
Ae sagar ki laheron hum bhi aate hai thahero

Music Director Wise   Film Wise

How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.