Maati Maangey Khoon songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Lo Sahib Phir Bhool Gayi Main Lyrics
Writer :
Singer :
Yaado ke chand phul,
Najar me khile toh hai
Pahale bhi hamse aap,
Kahin par mile toh hai
Lo sahib phir bhul gayi main
Ho lo sahib phir bhul gayi main
Yaad mujhe kuchh aaya tha
Aapko jane maine apna
Konsa naam bataya tha
Lo sahib phir bhul gayi main
Khul gaya ghunghat uth gaya parda
Mushkil ab didar nahi
Khul gaya ghunghat uth gaya parda
Mushkil ab didar nahi
Ab dekho ab beech mein apne koi bhi diwar nahi
Mera asali roop yahi hai
Ho mera asali roop yahi hai
Wo to mera saya tha
Lo sahib phir bhul gayi main
Yaad mujhe kuchh aaya tha
Lo sahib phir bhul gayi main
Kab tak jane sath hamare
Chhoti si yeh raat chale
Kab tak jane sath hamare
Chhoti si yeh raat chale
Puri baat kahe dil ki toh
Barso tak ye baat chale
Ek najuk sa shisha tha jo
Ek najuk sa shisha tha jo
Patthar se takraya tha
Lo sahib phir bhul gayi main
Yaad mujhe kuchh aaya tha
Lo sahib phir bhul gayi main
Allah allah tauba tauba
Ye jazbat haye haye
Allah allah tauba tauba
Ye jazbat haye haye
Mana meri mahfil mein tum apni marzi se aaye
Aisa lagta hai jaise ke
Haye aisa lagta hai jaise ke
Maine tumhe bulaya tha
Lo sahib phir bhul gayi main
Yaad mujhe kuchh aaya tha
Aapko jane maine apna
Konsa naam bataya tha
Lo sahib phir bhul gayi main.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


