Joshilaay (Title) Lyrics

Writer :

Singer :




oshilay wo shehjade hai zami ke
Joshilay wo shehjade hai zami ke
Jo chale to chale sath me unke aasmaa

Joshilay wo shehjade hai zami ke
Joshilay kare jo irade kahi ke
Jo chale yu chale
Jaise chalti hai aandhiya
Joshilay wo shehjade hai zami ke

Manjilo ki rah me
Jo parwat aaye tod de
Jangalo ko jite dariyao
Ka vo rukh mod de
Hey manjilo ki rah me
Jo parwat aaye tod de
Jangalo ko jite dariyao
Ka vo rukh mod de

Na ruke na thame
Zindagi ka ye karva
Joshilay wo shehjade hai zami ke

Yaar o ke yaar hai dushman ke dushman
Jaan ki baazi lagata hai unka chalan
Yaar o ke yaar hai dushman ke dushman
Jaan ki baazi lagata hai unka chalan

Sine mai aag hai hai nigaho mai bijliyaa
Joshilay wo shehjade hai zami ke

Maut ke ssye me pal ke hue hai javaan
Khatre mai jaan hai unki wo jaae jahaa
Maut ke ssye me pal ke hue hai javaan
Khatre mai jaan hai unki wo jaae jahaa

Har kadam ghat mai hai lootere ki toliyaa
Joshilay wo shehjade hai zami ke

Badal ban ke aaj wo chane chale
Julm ke saare nishan mitane chale
Badal ban ke aaj wo chane chale
Julm ke saare nishan mitane chale

Aagye aagye apni manjil pe nao javaan
Joshilay wo shehjade hai zami ke
Joshilay wo shehjade hai zami ke
Jo chale to chale sath me unke aasmaa
Joshilay wo shehjade hai zami ke.


Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.