Pyar Ki Kahani songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Gori Ho Gori Lyrics
Writer :
Singer :
Gori ho gori are chori ho chori
Mera jiya le gayi
Chakori haye haye gazab ho gaya
Sadak par bake ka man kho gaya
Gori ho gori chori ho chori
Mera jiya le gayi
Chakori haye haye gazab ho gaya
Sadak par bake ka man kho gaya
Hamne kati jeb kisi ki hum pakde gaye
Lag gayi hathkadiya re hum to jakde gaye
Usse na puche koi hamari nindiya khoi
Churaya usne chaina milakar hamse naina
Gori ne feki manwa pe dori
Gori ho gori chori ho chori
Mera jiya le gayi
Chakori haye haye gazab ho gaya
Sadak par bake ka man kho gaya
Hum jo karte hai wo bhi karti hai kam yahi
Chor hai apna nam to uska nam yahi
Are hum dhan ko lute are wo man ko lute
Agar mane wo gori kare hum mil ke chori
Khub rahe hum dono ki jodi
Gori ho gori chori ho chori
Mera jiya le gayi
Chakori haye haye gazab ho gaya
Sadak par bake ka man kho gaya
Gori ho gori chori ho chori
Mera jiya le gayi
Chakori haye haye gazab ho gaya
Sadak par bake ka man kho gaya
Kho gaya kho gaya kho gaya.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


