Sun Nita Lyrics

Writer :

Singer :




Sun nita sun nita mai tere pyar ke
Geet gane laga hu
Mahfil ko anjane afsane sunane laga hu
Sun nita sun nita mai tere pyar ke
Geet gane laga hu
Mahfil ko anjane afsane sunane laga hu

Tune mujhe kabhi dil diya
Maine tujhe kabhi dil diya
Kya yad nahi
Tune mujhe kabhi dil diya
Maine tujhe kabhi dil diya
Kya yad nahi
Gujri hui wo rate teri bhuli hui wo bate teri
Tujhko yad dilane laga hu
Sun nita mai tere pyar ke
Geet gane laga hu
Mahfil ko anjane afsane sunane laga hu

Tujhko naya sanam mil gaya
Mujhko naya ye gum mil gaya
Ye khub hua
Tujhko naya sanam mil gaya
Mujhko naya ye gum mil gaya
Ye khub hua
Sharmane ghabrane lagi tu
Uth kar kyu jane lagi
Mahfil se mai jane laga hu
Sun nita mai tere pyar ke
Geet gane laga hu
Mahfil ko anjane afsane sunane laga hu



Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.