Paraya Dhan songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Aao Jhoomein Gayein Lyrics
Writer :
Singer :
Aao jhoomein gayein milke dhum machaye Aao jhoomein gayein milke dhum machaye Chunle gum ke kaante khushiyo ke phul khilaye Ye mitti chamke aise chalke re sona jaise Ye mitti chamke aise chalke re sona jaise Sundar apna gaon thandi thandi chhaon Gayein mast hawaye Aao jhoomein gayein milke dhum machaye Aao jhoomein gayein milke dhum machaye Ye kaliyan jag se nyari, ye kaliyan pyari pyari Ye kaliyan jag se nyari, ye kaliyan pyari pyari Aisi hai ye basti, is basti mein pardeshi Aaye to na jaaye ho… Aao jhoomein gayein milke dhum machaye Aao jhoomein gayein milke dhum machaye Haryali tum ye laye mann mein bag lagaye Haryali tum ye laye mann mein bag lagaye Kitne din hum tarse rim jhim sawan barse Chhayi kali ghataye Aao jhoomein gayein milke dhum machaye Aao jhoomein gayein milke dhum machaye
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


