Phir Wohi Raat songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Chalkaao Jhum Ke Lyrics
Writer :
Singer :
Chhalkao jhum ke paimana khushi ka
Hans ke jo gujar de jina hai usi ka
Chhalkao jhum ke paimana khushi ka
Hans ke jo gujar de jina hai usi ka
Zinda dil wale rakhte hai dil se kam
Hum to karte hai dur hi se salam
Are zinda dil wale rakhte hai dil se kam
Hum to karte hai dur hi se salam
Dil se hum hai humse hai zindagi
Chhalkao jhum ke paimana khushi ka
Hans ke jo gujar de jina hai usi ka
Jab tak jivan ki sham hansti rahe
Aur ye zulfo ki rut mahakti rahe
Are jab tak jivan ki sham hansti rahe
Aur ye zulfo ki rut mahakti rahe
Saz dil pe gaye ja dhun yahi
Chhalkao jhum ke paimana khushi ka
Hans ke jo gujar de jina hai usi ka
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


