Chand Sa Gora Mukhda Lyrics

Writer :

Singer :




Ae meri jaan chand
Sa gora mukhada apka
Ae meri jaan chand
Sa gora mukhada apka
Khaiye to itna bhala hai
Kiski kismat mein likha
Hai mujhe itna
Yakin aap lekin  vo nahi
Jiski me taqdir ho
Vo haga  koi dusara

Mere liye jana kahi dil mein
Koi jagah hai ya nahi khaiye
Mere liye jana kahi dil mein
Koi jagah hai ya nahi khaiye
Aisi bhi kya jaldi  bhala saathi..
Humse abhi  milte jara rahaiye
Baate to hai hasi aisa na ho
Kahi mar na dale apka ye fasla
Ae meri jaan chand
Sa gora mukhada apka
Ae meri jaan chand
Sa gora mukhada apka
Khaiye to itna bhala hai
Kiski kismat mein likha
Hai mujhe itna yakin aap lekin  vo nahi

Padiye nahi piche mere dil ke
Duniya me hai lakho hasin mujhse
Padiye nahi piche mere dil ke
Duniya me hai lakho hasin mujhse
Mujko magar bhaya nahi koi..
Khane ko yo zalve kai dekhe hoo
Lagte to ho bhale
Kafhi ho manchle
Kya karongi mai agar
Aap nikale bewaffa
Hain mujhe itna yakin
Aap lekin  vo nahi
Jiski mein taqdir ho
vo haga  koi dusara

Maine to yeh samjha na tha
Hum dum chahat
Ki hai rahe badi muskil
Maine to yeh samjha na tha
Hum dum chahat
Ki hai rahe badi muskil
Chalte chalo aage bado dekho
Ek din tumhje mil jayegi manzil
Manzil ke pas ho fir bhi udas ho
Kon jane kab tutega bechani ka silsila
Ae meri jaan chand
Sa gora mukhada apka
Ae meri jaan chand
Sa gora mukhada apka
Khaiye to itna bhala hai
Kiski kismat me likha
Hain mujhe itna
Yakin aap lekin  vo nahi
Jiski mein taqdir ho
Vo haga  koi dusara.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.