Roop Yeh Tera Jisne Banaya Lyrics
Writer :
Singer :
Roop yeh tera jisne banaya wo
Kahi mil jaaye to haath chum lu
Kahi mil jaaye to haath chum lu
Rag ye tera jisane sajaayaa wo
Kahi mil jaaye to haath chum lu
Roop ye teraKari kari ratiya se kajal churaya
Teri pyaari pyaari ankhiyo mein lagaya
Kari kari ratiya se kajal churaya
Teri pyaari pyaari ankhiyo mein lagaya
Aa ha ha haa haa, aa ha haa haa, e he he
Mukh pe sawera jisane sajaya wo
Kahi mil jaaye to haath chum lu
Kahi mil jaaye to haath chum lu
Roop ye teraSundar aisi koi kavita nahi hai
Chachal aisi koi sarita nahi hai
Sundar aisi koi kavita nahi hai
Chachal aisi koi sarita nahi hai
Aa ha ha haa haa, aa ha haa haa,
Aa haa haa
Ag ag tera jisane banaya wo
Kahi mil jaaye to haath chum lu
Kahi mil jaaye to haath chum lu
Roop ye teraGora badan jaise shishe ka pyala
Ban gaya main to bin piye matawala
Gora badan jaise shishe ka pyala
Ban gaya main to bin piye matawala
E he he he he uh hu hu uhu e he he
Haal ye mera jisane banaya wo
Kahi mil jaaye to haath chum lu
Kahi mil jaaye to haath chum lu
Roop yeh tera jisne banaya wo
Kahi mil jaaye to haath chum lu
Kahi mil jaaye to haath chum lu
Roop yeh tera.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


