Phandebaaz songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Tera Dimag Aur Mera Shabab Lyrics
Writer :
Singer :
Tera dimag aur mera shabab
Tera dimag aur mera shabab
Mil jaye to duniya ki chhuti ho jaye
Mil jaye to duniya ki chhuti ho jaye
Tu wada main kasam hu
Tu aashiq main sanam hu
Tu achha main kharab hu
Tu pani main sharab hu
Ye mithe pani main thodi sharab
Ye mithe pani main thodi sharab
Mil jaye to duniya ki chhuti ho jaye
Tera dimag aur mera shabab
Ho mil jaye to duniya ki chhuti ho jaye
Hum dono kyu door hai
Kya itne majboor hai
In zulfo mein phool hai
Lekin ye sab fijul hai
Hum dono kyu door hai
Kya itne majboor hai
In zulfo mein phool hai
Lekin ye sab fijul hai
In zulfo ke liye tumsa gulab
Mil jaye to duniya ki chhuti ho jaye
Mil jaye to duniya ki chhuti ho jaye
Tera dimag aur mera shabab
Mil jaye to duniya ki chhuti ho jaye
Ho mil jaye to duniya ki chhuti ho jaye
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


