Jai Shiv Shankar songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Tu Andar Kaise Aaya Lyrics
Writer :
Singer :
Are tu andar kaise aaya chor darwaje se
Are tu andar kaise aaya chor darwaje se
Bahar kaise jaye ga chor darwaje se
Dil mein na bas jana kisi or darwaje se
Tu hai meri jaa tu jayegi jaha
Tere piche piche chala aaunga waha
Achha ye baat hai ye nahi wo baat hai
Baith meri jaa ankhe michke yaha
Leti hu mai tere pyar ka imtiha
Kaisi jagah aa chhupi jiya ghabaraye
Aisa na wo wo na aaye
Sher aa jaye mujhe kha jaya
Are tu andar kaise aaya chor darwaje se
Bahar kaise jaye ga chor darwaje se
Dil me na bas jana kisi or darwaje se
Baap re
Yaad rakh milte hi mauka
Mai phir de jaungi dokha
Khel na mujhse ankh micholi
Mai hu tej hawa ka jhoka
Hai tiket pleaase
You cheat
Are tu andar kaise aaya chor darwaje se
Bahar kaise jaye ga chor darwaje se
Dil me na bas jana kisi or darwaje se
Log jama kyu ho gaye sare
Dekh hua kya pritam pyare
Hath mujhe de sath mere chal
Milkar dekhenge ye najare
Maf karo meri maa maaf karo
Kaisa mera tu dilwar hai
Bhut hai ya jadugar hai
Dil hai shola aa jawani
Pyar hai thanda thanda pani
Teri meri preet purani
Besaram behaya
Saram nahi aati
Are tu andar kaise aaya chor darwaje se
Bahar kaise jaye ga chor darwaje se
Dil me na bas jana kisi or darwaje se
O my god tum abhi tak gaye nahi
Chhod mera pichha saiya
Bulbul ki sun le fariyad
Thahar mujhe kuchh aya yaad
Maine tujhe pasand kar kiya tha
Dil ke darwaje me band kar liya tha
Tu bahar kaise aayi chor darwaje se
Andar kaise jayegi chor darwaje se
Furr se na udd jana kisi or darwaje se
Furr furr
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


