Mai Hu Tu Hai Lyrics

Writer :

Singer :




Main hu tu hai aur tanhayi
Dil mein uthe tufan
Aise mein aa pure kar le
Pyar ke sab arman
Jaane ja jaane ja meri jaan jaane ja
Jaane ja jaane ja meri jaan jaane ja
Main hu tu hai aur tanhayi
Dil mein uthe toofan
Aise me aa pure kar le
Pyar ke sab arman
Jaane ja jaane ja meri jaan jaane ja
Jaane ja jaane ja meri jaan jaane ja

Do se ek hojaye hum
Pyar mein hum ko hosh nahi
Do se ek hojaye hum
Pyar mein hum ko hosh nahi
Mausam hi mastana hai
Apna koi dosh nahi
Apni baho ke ye ghere
Har dam rahe javan
Aise mein aa pure kar le
Pyar ke sab arman
Jaane ja jaane ja meri jaan jaane ja
Jaane ja jaane ja meri jaan jaane ja

Hume to bas pyar kiya
Dusman ye sansar hai kyo
O hume to bas pyar kiya
Dusman ye sansar hai kyo
Tere mere bich mein ye
Duniya ki deewar hai kyo
Koi na ho jalne wala aaja chale vahan
Aise mein aa pure kar le
Pyar ke sab arman
Jaane ja jaane ja meri jaan jaane ja
Jaane ja jaane ja meri jaan jaane ja
Main hu tu hai aur tanhayi
Dil mein uthe tufan
Aise me aa pure kar le
Pyar kein sab arman
Jaane ja jaane ja meri jaan jaane ja
Jaane ja jaane ja meri jaan jaane ja
Jaane ja jaane ja meri jaan jaane ja
Jaane ja jaane ja meri jaan jaane ja.



Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.