Yeh Rang E Mehfil Lyrics

Writer :

Singer :




Yeh rang e mehfil bhake huye dil
Nagma hai aur saaz hai
Yeh rang e mehfil bhake huye dil
Nagma hai aur saaz hai
Aao kah de aaj dil mein
Jo bhi tere mere raaz hai
Yeh rang e mehfil bhake huye dil
Nagma hai aur saaz hai

Aaj wo jalwo ke rang
Machal ke chhalka du
Aur ye hangama chalta
Rahe na halka ho
Oo hum bhi to dekhe teri
Adaye kya tera andaaz hai
Aao kah de aaj dil mein
Jo bhi tere mere raaz hai
Yeh rang e mehfil bhake huye dil
Nagma hai aur saaz hai

Chahiye kya usko
Jisko kisi ka pyar mile
Yaar ki albeli do baaho ka har mile
Ho jab se mila hai ye pyar tera
Khud par mujhe naaz hai
Aao kah de aaj dil mein
Jo bhi tere mere raaz hai
Yeh rang e mehfil bhake huye dil
Nagma hai aur saaz hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.