Deewane O Deewane Lyrics

Writer :

Singer :




Deewane o deewane
Duniya ko tu kya jane
Deewane o deewane
Duniya ko tu kya jane
Deewane o deewane
Duniya ko tu kya jane
Zindagi hai yahi ye tujhe kya pata
Ik najar dekh ke kar diya faisla
Tu hai sar phira
Ik najar dekh ke kar diya faisla
Tu hai sar phira
Deewane o deewane
Duniya ko tu kya jane
Zindagi hai yahi ye tujhe kya pata
Ik najar dekh ke kar diya faisla
Tu hai sar phira

Kuch teri nadani kuch meri majburi
Najdiki se pahle dekhi hamne duri
Do ghadi hale dil tune jo sun liya
Tera sukariya
Ye magar yad rakh kuch nahi bebandha
Ik najar dekh ke kar diya faisla
Tu hai sar phira

Rona ho ya gana hamne kab na jana
Jina hai to denge jine ka jurmana
Kya mila kya gaya kya kahu main bhala
Sab hai bekhata
Bat ye hath hai waqt hai bewafa
Ik najar dekh ke kar diya faisla
Tu hai sar phira

O ek sapna dekha tha kya acha lagta tha
Kismat hai ye meri phir tukde hona tha
Wo tera rashta ye mera rashta
Dilbar alwida
Jo hua so hua maaf kar bhul ja
Ik najar dekh ke kar diya faisla
Tu hai sar phira
Deewane o deewane
Duniya ko tu kya jane
Zindagi hai yahi ye tujhe kya pata
Ik najar dekh ke kar diya faisla

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.