Jhoothi Shaan songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Jo Aap Aaye Lyrics
Writer :
Singer :
Jo aap aaye bahar laye
Jo aap aaye bahar laye
Humto nachenge gayenge
Aap jaise hai pyare mehman
Aate hai roj kaha
Aaye to jhume dil ye jawan
Jo aap aaye bahar laye
Humto nachenge gayenge
Aap jaise hai pyare mehman
Aate hai roj kaha
Aaye to jhume dil ye jawan
Jo aap aaye bahar laye
Hum hai jaha samjho waha
Mafil zam gayi
Chalti huyi is waqt ki
Dhadkan tham gayi
Hum hai jaha samjho waha
Mafil zam gayi
Chalti huyi is waqt ki
Dhadkan tham gayi
Jo aap aaye bahar laye
Maano abhi hum to kahin
Khush hai ajanabi
Kal dekhiye kya mod le
Jiski jindagi
Maano abhi hum to kahin
Khush hai ajanabi
Kal dekhiye kya mod le
Jiski jindagi
Na jane bane kuaya dastan
Jo aap aaye bahar laye
Jab dil kare aajaiye
Jab bhi aayege
Wada raha hum aapaka
Dil bahalayenge
Jab dil kare aajaiye
Jab bhi aayege
Wada raha hum aapaka
Dil bahalayenge
Rangeela nashila ye zamaana
Jo aap aaye bahar laye
Humto nachenge gayenge
Aap jaise hai pyare mehman
Aate hai roj kaha
Aaye to jhume dil ye jawan
Jo aap aaye bahar laye
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


