Kaise Kahoon songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Kisi Ki Mohabbat Mein Lyrics
Writer :
Singer :
Kisi ki mohabbat mein sab kuch bhula ke
Koi chij payi hai dil ko gawa ke
Kisi ki mohabbat mein sab kuch bhula ke
Koi chij payi hai dil ko gawa ke
Kisi ki mohabbat mein sab kuch bhula ke
Badi chot khayi hai duniya luta ke
Kisi ki mohabbat mein
Baharo ke din ab honge nazaro ki rate
Baharo ke din ab honge nazaro ki rate
Kabhi hum kahenge unse kuch dil ki bate
Kabhi milke gayenge tarane wafa ke
Mohabbat mein
Ye sanso ki dori apni jab tak chalegi
Ye sanso ki dori apni jab tak chalegi
Mohabbat ki sama yu dil mein jalegi
Ise kya bhujayenge jhonke hawa ke
Kisi ki mohabbat mein sab kuch bhula ke
Badi chot khayi hai duniya luta ke
Kisi ki mohabbat mein
Kahi pyar guncha banke mhakta hai dil mein
Kahi pyar guncha banke mhakta hai dil mein
O ho kahi pyar kanta banke chubta hai dil mein
Mohabbat nibhayenge hum muskura ke
Kisi ki mohabbat mein sab kuch bhula ke
Badi chot khayi hai duniya luta ke
Kisi ki mohabbat mein sab kuch bhula ke
Koi chij payi hai dil ko gawa ke
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


