Jeeva songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Chal Aaj Ke Din Raat Ka Lyrics
Writer :
Singer :
Chal aaj din rat ka wada karle
Chal aaj din rat ka wada karle
Ek ke bad abhi nahi do ke bad kabhi nahi
Ek ke bad abhi nahi do ke bad kabhi nahi
Is bat ka wada karleChal la la la la
Chal aaj ke din rat ka wada karle
Ek ke bad abhi nahi do ke bad kabhi nahi
Ek ke bad abhi nahi do ke bad kabhi nahi
Is bat ka wada karle
Chal aaj ke din rat ka wada karle
Chal chal aaj ke din rat ka wada karleAbhi yaha hu abhi kaha hu
Mera pata na thikana hai
Are abhi yaha hu abhi kaha hu
Mera pata na thikana haiHo jaha kahi ho dil me wahi ho
Baki to bhawra bahana hai
Apni bhi te sajni bite shadi karle
Chal aaj ke din rat ka wada karle
Chal aaj ke din rat ka wada karleJaisa kahenge waisa karenge
Kismat me likhi gulami hai
Are jaisa kahenge waisa karenge
Kismat me likhi gulami haiHo achha karoge achha bharoge
Kismat tumhari banani hai
Are mandap bhi hai pandat bhi hai
Shadi karle
Chal aaj ke din rat ka wada karle
Chal aaj ke din rat ka wada karleEk ke bad abhi nahi do ke bad kabhi nahi
Ek ke bad abhi nahi do ke bad kabhi nahi
Is bat ka wada karle
Chal aaj ke din rat ka wada karle
Chal aaj ke din rat ka wada karle.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


