Salaam Memsaab songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Tera Kaha Maine Kiya Lyrics
Writer :
Singer :
Tera kaha maine kiya
Ab na kiya jaaye re haye
Tera kaha maine kiya
Ab na kiya jaaye re haye
Dekho mujhme raha kya
Jhoka koi hawa ka
Leke mujhe ud hi na jaayeTera kaha maine kiya
Ab na kiya jaaye re haye
Tera kaha maine kiya
Ab na kiya jaaye re haye
Dekho mujhme raha kya
Jhoka koi hawa ka
Leke mujhe ud hi na jaayeItna kaso na yeh bandhan
Ke bandhan yeh tut jaaye
Panchi se khelo na aise
Ke hatho se chut jaaye
Sun ke meri baate
Kyu hai bekarar hai
Sunle dildar sunle
Yeh shikwa hai pyar ka
Kahe mere dil ko jalaye
Tera kaha maine kiya
Ab na kiya jaaye re haye
Dekho mujhme raha kya
Jhoka koi hawa ka
Leke mujhe ud hi na jaayeKuch hone wala ho aise
Tadapti hai damini
Mausam ne chhedi ho
Jaise toofano ki ragini
Aur aise mausam mein
Tujhse kya kahu yeh haye
Chhoti si naiya bhi
Toofano se khel jaaye
Jiya tera bhi dagmagaye
Tera kaha maine kiya
Ab na kiya jaaye re haye
Dekho mujhme raha kya
Jhoka koi hawa ka
Leke mujhe ud hi na jaaye.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


