Kaam Kisi Ke Koi Lyrics

Writer :

Singer :




Kaam kisi ke koi aye na
Koi dube to koi bachaye na
Kaam kisi ke koi aye na
Koi dube to koi bachaye na
Kaam kisi ke koi aye na
Koi dube to koi bachaye na
Dubne walo ko bachate hai log
Bachane ko dub jate hai log
Kaam kisi ke koi aye na
Koi dube to koi bachaye na
Dubne walo ko bachate hai log
Bachane ko dub jate hai log

Zindagi mein kante hi kante bhare
Zindagi se koi na itna dare
Zindagi mein kante hi kante bhare
Zindagi se koi na itna dare
Zindagi ko kanta samajh na hai bhul
Zindagi hai phul are zindagi hai phul
Koi girte ko uthaye na
Raah bhule huye ko dikhaye na
Dubne walo ko bachate hai log
Bachane ko dub jate hai log

Nafrat hi karta hai sara jahan
Sara jahan tumne dekha kaha
Nafrat hi karta hai sara jahan
Sara jahan tumne dekha kaha
Nafrat mein jiwan nahi mere yaar
Zindagi hai pyar are zindagi hai pyar
Maare to koi chhudaye na
Dur se hi dekhe paas aaye na
Dubne walo ko bachate hai log
Bachane ko dub jate hai log

Duniya mein aansu hi aansu bhare
Koi dukho se na itna dare
Duniya mein aansu hi aansu bhare
Koi dukho se na itna dare
Rona ro hai kamjoro ka kaam
Jiwan to hasne hasane ka naam
Koi kisi ka kaam bataye na
Koi hume seene se lagaye na
Dubne walo ko bachate hai log
Bachane ko dub jate hai log
Ha kaam kisi ke koi aye na
Koi dube to koi bachaye na
Dubne walo ko bachate hai log
Bachane ko dub jate hai log.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.