Ek Hasina Lyrics

Writer :

Singer :




Ek hasina jab se mili
Dil hai bekarar
Neend udi chain luta
Kya hai yahi pyar
Yeh kya hua jo bhi hua
Bura hua yaar
Log kahe bada bura
Rog hai yeh pyar
Ek hasina jab se mili
Dil hai bekarar
Neend udi chain luta
Kya hai yahi pyar

Pehle to jadu kiya
Chori se dil le liya
Dil pe bada naaj tha
Dil ne hi dhoka diya
Hume deewan ban ke
Deewani hase bar bar
Hume deewan ban ke
Deewani hase bar bar
Yeh kya hua jo bhi hua
Bura hua yaar
Log kahe bada bura
Rog hai yeh pyar

Mayush hote ho kyu
Aashiq ho rote ho kyu
Main muft mara gaya
Rou na to kya karu
Abhi to pyar hua hai
Abhi se maan gaye haar
Abhi to pyar hua hai
Abhi se maan gaye haar
Ek hasina jab se mili
Dil hai bekarar
Neend udi chain luta
Kya hai yahi pyar

Mange se dil na mile
Kam hai to dil chhin le
Ab wo deewane kaha
Jinke ho yeh hosale
Milega aisa deewana
Karo kuch roj intzar
Milega aisa deewana
Karo kuch roj intzar
Ek hasina jab se mili
Dil hai bekarar
Neend udi chain luta
Kya hai yahi pyar
Yeh kya hua jo bhi hua
Bura hua yaar
Log kahe bada bura
Rog hai yeh pyar.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.