Sautela Bhai songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Sajan Sajan Kahe Lyrics
Writer :
Singer :
Sajan sajan kahe gir gir jaaye
Ang se chunar hamar
Chunari sambhal tham tham chalu
To payal kare pukar
Sajan sajan
Sajan sajan kahe gir gir jaaye
Ang se chunar hamar
Chunari sambhal tham tham chalu
To payal kare pukar
Aaja mohe le chal piya
Ab na kahi laage jiya
Sajan sajan
Sajan sajan kahe gir gir jaaye
Ang se chunar hamar
Chunari sambhal tham tham chalu
To payal kare pukarMond ke akhiya main
Dekho sharmayi si
Main bani dulhan dhun
Bajhe sehnai ki
Mond ke akhiya main
Dekho sharmayi si
Main bani dulhan dhun
Bajhe sehnai ki
Reh na sake ho ke sawar
Balam khade hamre dwar
Sajan sajan
Sajan sajan kahe gir gir jaaye
Ang se chunar hamar
Chunari sambhal tham tham chalu
To payal kare pukarAise main karke
Unko bhi tarsaungi
Haath jodenge
Ghunghta na sarkaungi
Aise main karke
Unko bhi tarsaungi
Haath jodenge
Ghunghta na sarkaungi
Jab hoyenge wo bekarar
Marungi main naino ke mar
Sajan sajan
Sajan sajan kahe gir gir jaaye
Ang se chunar hamar
Chunari sambhal tham tham chalu
To payal kare pukar
Aaja mohe le chal piya
Ab na kahi laage jiya
Sajan sajan
Sajan sajan kahe gir gir jaaye
Ang se chunar hamar
Chunari sambhal tham tham chalu
To payal kare pukar.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


