Us Par Is Deewar Lyrics

Writer :

Singer :




Us par is deewar ke
Jo rahte hai
Us par is deewar ke
Jo rahte hai
Koi kah de unse jake
Jo hum kahte hai
Us par is deewar ke
Jo rahte hai
Koi kah de unse jake
Jo hum kahte hai
Barbad jawani na kije
Dil le lije dil de dije
Ye din aur tanhai haye
Ye din aur tanhai haye
Haye re ye kaun samjhaye
Nit rahi na rahe jawani
Hum sach kahte hai
Koi kah de unse jake
Jo hum kahte hai
Us par is deewar ke
jo rahte hai
Koi kah de unse
Jake jo hum kahte hai

Aawaz jawani deti ha
Dekho angdai leti hai
Ghut ke mar jayenge arma
Ghut ke mar jayenge arma
Kahe ki jhijhak hai aao yaha
Nit rahi na rahe jawani
Hum sach kahte hai
Koi kah de unse jake
Jo hum kahte hai
Us par is deewar ke
Jo rahte hai
Koi kah de unse jake
Jo hum kahte hai

Ye husn diya jisne tumko puchhega
Wo ek din ye sun lo
Ye husn diya jisne tumko puchhega
Wo ek din ye sun lo
Bande ke mere kyu zulm kiya,
Bande ke mere kyu zulm kiya
Ek jhalak dikha ke mar diya
Laza me dub maroge
Hum sach kahte hai
Koi kah de unse jake
Jo hum kahte hai
Us par is deewar ke
Jo rahte hai
Koi kah de unse jake
Jo hum kahte hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.