Tik Til Bole Lyrics

Writer :

Singer :




Tik tik tik tik bole
O bole mere dil ki gadi
Tik tik tik tik bole
O bole mere dil ki gadi
Yaad me kisi ki dhole
O dhole mere dil ki ghadi
Yaad me kisi ki dhole
O dhole mere dil ki ghadi
Yaad me kisi ki dhole
O dhole mere dil ki ghadi
Tik tik tik tik
Tik tik tik tik
Yaad me kisi ki dhole
O bole mere dil ki gadi
O dhole mere dil ki ghadi
Tik tik tik tik bole
O bole mere dil ki gadi

Jab bajte hai sham ko char
Jab bajte hai sham ko char
Rah dekhu tumhari
Karke singar karke singar
Aur gau dhire dhire
Aur gau dhire dhire
Mere man ka
Panchi pihu pihu bole
Jhule aur
Jhule prem hindole
Hindole mere dil ki ghadi
Jhule prem hindole
Hindole mere dil ki ghadi
Tik tik tik tik bole
O bole mere dil ki gadi

Jab baje panch che sath
Kahu na hogi unse mulakat
Jab baje panch che sath
Kahu na hogi unse mulakat
Sham to aahe bar bar kat jayegi
Sham to aahe bar bar kat jayegi
Kaise kategi raat
Kaise kategi raat
Dhagmag dhjagmag dhole
O dhole mere dil ki ghadi
Dhagmag dhjagmag dhole
O dhole mere dil ki ghadi
Tik tik tik tik bole
O bole mere dil ki gadi

Jab baje aath nau das
Chota sa jiya ho jaye bebas
Chota sa jiya ho jaye bebas
Mai kahu jo aaye piya
Unse nahi bolungi
Mai unse nahi bolungi
Mai unse nahi bolungi
Lakh manayenge na manungi
Na manungi, roungi
Ghunghat nahi kholungi
Ha ghunghat nahi kholungi
Ruk jaye na kisi se bole
O bole mere dil ki ghadi
Ruk jaye na kisi se bole
O bole mere dil ki ghadi
Tik tik tik tik bole
O bole mere dil ki gadi

Jab bajte dhire dhire dhire dhire
Vo raat ko gyarah
Gagan se janke vo chanda pyara
Chanda pyara chanda pyara
Vo chanda pyara
Bichde huye piya
Mere aa mile dobara
Bichde huye piya
Mere aa mile dobara
Pyar ki bate bole
O bole mere dil ki ghadi
Pyar ki bate bole
O bole mere dil ki ghadi
Tik tik tik tik bole
O bole mere dil ki gadi
Tik tik tik tik
Tik tik tik tik
Tik tik tik tik.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.