Jaa Tose Nahi Bolu Kanhaiya Lyrics

Writer :

Singer :




Ja tose nahi bolu kanahiya
Ja tose nahi bolu kanahiya
Rah chalat pakde mori baiya
Rah chalat pakde mori baiya
Ja tose nahi ja ja tose nahi
Ja tose nahi bolu kanahiya

Ruthi radhike karishan manawat
Murli ki sogandh uthawar
Ruthi radhike
Ruthi radhike karishan manawat
Murli ki sogandh uthawar
Aa manat nahi radha manat nahi radha
Manat nahi radha
Ja ja ja ja tose nahi bolu kanahiya
Rah chalat pakde mori baiya
Rah chalat pakde mori baiya
Ja tose nahi ja ja tose nahi
Ja tose nahi bolu kanahiya

Jhunak jhunak jab chudiya khanki
Lahar lahar odhaniya lahki
Jhunak jhunak jab chudiya khanki
Jhunak jhunak jab chudiya khanki
Lahar lahar odhaniya lahki
Maridang thanka dha dha dha dine da
Maan gayi radha man gayi radha
Man gayi radha
Ja tose nahi bolu kanahiya
Ja tose nahi bolu kanahiya
Rah chalat pakde mori baiya
Rah chalat pakde mori baiya
Ja tose nahi ja ja tose nahi
Ja tose nahi bolu kanahiya.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.