Chand Raat Tum Ho Lyrics

Writer :

Singer :

Yoodlleee

Chand raat tum ho saath kya karen aji ab yeh dil machal machal gaya

Dil ka aitabaar kya kya karoge ji kal jo yeh badal bdal gaya

Yooodllle

Julmi nagar kaise nidar dil churaliya jaane kis ajab se desh mein bula liya

Yeh bhi koi dil hai kya jahan mauka mila phisal phisal gaya
Chand raat tum ho saath kya karen aji ab yeh dil machal machal gaya

Dil ka aitabaar kya kya karoge ji kal jo yeh badal bdal gaya
Suniya zara maine kaha mat sataiye, apne aap apni raah laut jaaiye

Yeh woh raahen nahi jispe chalke koi sambhal sambhal gaya
Chand raat tum ho saath kya karen aji ab yeh dil machal machal gaya
Dil ka aitabaar kya kya karoge ji kal jo yeh badal bdal gaya
Yooodlllllee
Behke kadam ab to sanam baah thaam lo
Apni nazar apni nigaahon se kaam lo
Behke kadam ab to sanam baah thaam lo
Apni nazar apni nigaahon se kaam lo
Aapka kya gaya phool sa dil mera kuchal kuchal gaya
Chand raat tum ho saath kya karen aji ab yeh dil machal machal gaya
Dil ka aitabaar kya kya karoge ji kal jo yeh badal bdal gaya.

Music Director Wise   Film Wise

How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.