Dil Ka Raaja songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Jinke Paas Haathi Ghoda Lyrics
Writer :
Singer :
Jinke pass haati ghoda unn ke pass dil hai thoda
Aare tum se thoda aaha dil ka badshah aaha koi tum sa kaha aaha
Kahe sara jaahan ohh rajajiJinke pass haati ghoda unn ke pass dil hai thoda
Aare tum se thoda aaha dil ka badshah aaha koi tum sa kaha aaha
Kahe sara jaahan ohh rajajiJis ne manga hai aangan diya hai tunme goan
Jane raja sari nagariya ohh lokho ke liye leke thandi thandi chavv
Tani hai tumhari dagariya ohh lakhoka aangan hai
Dil tumhara ke dil ka baadshah
Koi tumsa kaha aaha kahe sara jaha ohh rajaji
Jinke pass haati ghoda unn ke pass dil hai thoda
Aare tum se thoda aaha dil ka badshah aaha koi tum sa kaha aaha
Kahe sara jaahan ohh rajajiRajaji sada humko khande pe liye rahe tum kantope chalate
Hum bhi ab haaton ko haaton mein diye mehal sajayenge mil ke
Ohh jeetenge hum tum se dil tumhara ke dil ka baadshah
Koi tumsa kaha aaha kahe sara jaha ohh rajaji
Jinke pass haati ghoda unn ke pass dil hai thoda
Aare tum se thoda aaha dil ka badshah aaha koi tum sa kaha aaha
Kahe sara jaahan ohh rajaji.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


