Aa Dekhen Zara songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Mohabbat Aapse Aapse Lyrics
Writer :
Singer :
Din Chadhe Mujhase Puchhe Najar, Kaun Tha Sapano Mein Raat Bhar Aap Ka Hi Tha Asar, Abb Aap Hi Ho Humsafar Mohabbat Aapse Aapse Aapse, Haqiqat Aapse... (2) Sharabati Najaron Mein Aap Hai, Makhamali Palakon Ke Paas Hai Aap Toh Ehsaas Hai, Abb Khub Hai Aur Khaas Hai Mohabbat Aapse Aapse Aapse, Haqiqat Aapse... (2) Kahin Na Kahin Yeh Dil Jab Aata Hai Ghadi Do Ghadi Ko Tab Samjhaata Hai Dilon Ka Dilon Se Bhi Kuchh Naata Hai Yeh Dil Doharaata Hai, Mohabbat Aapse, Haqiqat Aapse... (2) Mohabbat Aapse Dilruba Kehata Hai Aapko, Dil Khuda Kehata Hai Aapko Har Dafa Yeh Aapko, Kehata Wafa Hai Aapko Mohabbat Aapse Aapse Aapse, Haqiqat Aapse... (2) |
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


