Strings - Bound By Faith songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Ishq Kar Le Ishq Ka Sajda Lyrics
Writer :
Singer :
ishq namaajiishq hai kaabaa
kar le ishq ka sajda
ishq ka rutba sabe uncha
rab bhi ismein basta
ishq junoon bhi hain
ishq mazaa bhi hain
ishq sitam bhi hain
ishq sazaa bhi hain
ishq junoon bhi hain
ishq mazaa bhi hain
ishq sitam bhi hain
ishq sazaa bhi hain
yeh huaan jisko wohi jaane
ishq namaaji
ishq hai kaabaa
kar le ishq ka sajda
jismein ishq ka dard samaaye
woh dil sukh ka saagar hain
jo ik baar ishq mein dooba
chaah kar bhi na nikla hain
dil dariya mein ek moti hain
jisko takdeer biroti hain
pyar ke paavan dhaagon mein
ishq namaaji
ishq hai kaabaa
kar le ishq ka sajda
ishq mohabbat woh kya jaane
jisne kabhi na ishq kiya
dard-e-ulfat mein bhi mazaa hain
ek ghoont maine iska piya
yeh hai rab ki ratha kismat se mile
meetha yeh zehar rag rag mein chale
sabse hi rahe yeh anjaana
ishq namaaji
ishq hai kaabaa
kar le ishq ka sajda
ishq ka rutba sabe uncha
rab bhi ismein basta
ishq junoon bhi hain
ishq mazaa bhi hain
ishq sitam bhi hain
ishq sazaa bhi hain
ishq junoon bhi hain
ishq mazaa bhi hain
ishq sitam bhi hain
ishq sazaa bhi hain
yeh huaan jisko wohi jaane
ishq namaaji
ishq hai kaabaa
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


