Dil Har Koi Deta Hain Lyrics

Writer :

Singer :




dil har koi deta hain hum jaan bhi tujhko denge - 2ek baar toh sab marte hain - 2
hum tujhpar sau baar marenge
sab apne liye jeete hain hum tere liye hi jiyenge - 2
ek baar jahaan mein aate hai sab - 2
sau bar bhi hum aayenge
dil har koi deta hain hum jaan bhi tujhko denge

yeh kaho itna humein chaahatein ho kabse sanam - 2
ho rab ne duniya jabse banayi chaahatein hai tabse sanam
pal do pal pyar toh karte hai sab - 2
hum sau sau saal karenge
dil har koi deta hain hum jaan bhi tujhko denge
sab apne liye jeete hain hum tere liye hi jiyenge

ho yeh bata tune bhala kya dekha hai mujh mein sanam - 2
ho kaise batau maine apna rab dekha hai tujhmein sanam
ek baar janam lete hai sab - 2
sau baar janam hum lenge
sab apne liye jeete hain hum tere liye hi jiyenge
ek baar jahaan mein aate hai sab
sau bar bhi hum aayenge
dil har koi deta hain hum jaan bhi tujhko denge
ek baar toh sab marte hain

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.