Anjaan songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Gum Shuda Chain Ruh Lyrics
Writer :
Singer :
Gumashuda Chain, Ruh Bezaar, Jism-O-Jaan TanhaGumashuda Chain, Ruh Bezaar, Jism-O-Jaan Tanha
Dil Ho Chala Sarre Baazaar, Is Taraha Tanha
Gumashuda Chain ,Ruh Bezaar, Jism-O-Jaan Tanha
(Ab Sukoon Se Saans Le Do Ghadi)- 2
Mere Khuda, Sadiyon Jiya, Hawaaon Ke Intezaar Men
Kab Se Din Rain, Donon Hairaan, Har Lamha Tanha
Dil Ho Chala Sarre Baazaar,Is Taraha Tanha
Gumashuda Chain, Ruh Bezaar, Jism-O-Jaan Tanha
(Yeh Be-Inteha, Be-Khudi Waqt Ki)-2
Behosh Si Hain Sar-Zameen, Nashe Men Yeh Aasamaan Hain
Kho Chuka Tha Sabr-O-Qaraar, Har Fiza Tanha
Dil Ho Chala Sarre Baazaar,Is Taraha Tanha
Gumashuda Chain,Ruh Bezaar, Jism-O-Jaan Tanha
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


