Sikandar songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Chaal Apni Lyrics
Writer :
Singer :
Chaal apani, baadalon ki chaal hai
Taal apani, jharnon ki taal hai
Pairon ko udaan lagi, chhune aasmaan lagi
Kahaan le chali hai hawa
Chaal apani, baadalon ki chaal hai
Taal apani, jharnon ki taal hai
Pairon ko udaan lagi, chhune aasmaan lagi
Kahaan le chali hai hawaHaath se thaam le baarishein leharon ko hum
Rangon ki dor se baandh le saare mausam
Raaste bhi ga rahe hai, ansuni koyi sargam
Raaste bhi ga rahe hai, ansuni koyi sargam
Pairon ko udaan lagi, chhune aasmaan lagi
Kahaan le chali hai hawa
Pairon ko udaan lagi, chhune aasmaan lagi
Kahaan le chali hai hawa
Chaal apani, baadalon ki chaal hai
Taal apani, jharnon ki taal haiAaj ke baad ho bass ujaalon ki baatein
Din kabhi na dhale suraji ho sab raatein
Na mile hum aansuo se, ho khushi se mulaakaatein
Na mile hum aansuo se, ho khushi se mulaakaatein
Pairon ko udaan lagi, chhune aasmaan lagi
Kahaan le chali hai hawa
Pairon ko udaan lagi, chhune aasmaan lagi
Kahaan le chali hai hawa
Chaal apani, baadalon ki chaal hai
Taal apani, jharnon ki taal hai
Pairon ko udaan lagi, chhune aasmaan lagi
Kahaan le chali hai hawa
Pairon ko udaan lagi, chhune aasmaan lagi
Kahaan le chali hai hawa
Pairon ko udaan lagi, chhune aasmaan lagi
Kahaan le chali hai hawa
Pairon ko udaan lagi, chhune aasmaan lagi
Kahaan le chali hai hawa
Chaal apani.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


