Raste Raste Lyrics

Writer :

Singer :




Raaste Raaste Kabhi SoongtaHoon Tujhe Dar Dar Dhoondhte
Zindagi Yeh Kahin Kharch Na
Ho Jaaye Ghar Ghar Ghoomte
Kya Yeh Pyaar Hai Kya Yeh Pyaar Hai
Haan Yeh Pyaar Hai Haan Yeh Pyaar Hai
Raaste Raaste Kabhi Soongta
Hoon Tujhe Dar Dar Dhoondhte
Zindagi Yeh Kahin Kharch Na
Ho Jaaye Ghar Ghar Ghoomte
Haan Yeh Pyaar Hai Haan Yeh Pyaar Hai



Ghar Pe Udaas Duniya Naaraaz
Kuch To Sahi Kiya Hoga
Hume Jo Rote Hai Apni Umr
Mein Un Hone Bhi Yahi Kiya Hoga
Yeh Na Karo Woh Na Karo Tum Sab Bakwas Hai
Kya Yeh Pyaar Hai Kya Yeh Pyaar Hai
Raaste Raaste Kabhi Soongta
Hoon Tujhe Dar Dar Dhoondhte
Zindagi Yeh Kahin Kharch Na
Ho Jaaye Ghar Ghar Ghoomte
Kya Yeh Pyaar Hai Kya Yeh Pyaar Hai
Haan Yeh Pyaar Hai Haan Yeh Pyaar Hai

Woh Hai Bimaar Hai La Ilaaj
Pyaar Se Jo Door Door Bhaage
Unko Jalado Do Unko Dava Do
Dekhe Hume Aur Thoda Jaage
Ho Gaya Jo Ho Gaya Hum Taiyyar Hai
Haan Yeh Pyaar Hai Haan Yeh Pyaar Hai
Raaste Raaste Kabhi Soongta
Hoon Tujhe Dar Dar Dhoondhte
Zindagi Yeh Kahin Kharch Na
Ho Jaaye Ghar Ghar Ghoomte

Kya Yeh Pyaar Hai Kya Yeh Pyaar Hai
Haan Yeh Pyaar Hai Haan Yeh Pyaar Hai
(Kya Yeh Pyaar Hai Kya Yeh Pyaar Hai) - 2

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.