Meri Tarah Tum Bhi Lyrics

Writer :

Singer :




Meri Tarah Tum Bhi Kabhi Pyaar Karke Dekho NaMeri Tarah Tum Bhi Kabhi Pyaar Karke Dekho Na
Chaahat Ka Mujhse Sanam Ikraar Karke Dekho Na
Kitna Mazaa Hai Kaisa Nasha Hai
Kitna Mazaa Hai Kaisa Nasha Hai
Pyaar Karke Dekho Na
Meri Tarah Tum Bhi Kabhi Pyaar Karke Dekho Na

Pyaar Dil Ka Sapna Hai Pyaar Tujhse Karna Hai
Pyaar Ke Rango Se Aaj Apne Dil Ko Rangna Hai
Aaj Tak Jo Kehna Tha Aaj Tujhse Kehna Hai
Dil Mein Ab Chupa Le Tu Dil Mein Tere Rehna Hai
Dil Ne Kaha Hai Dil Ne Suna Hai
Dil Ne Kaha Hai Dil Ne Suna Hai
Pyaar Karke Dekho Na
Meri Tarah Tum Bhi Kabhi Pyaar Karke Dekho Na
Chaahat Ka Mujhse Sanam Ikraar Karke Dekho Na

Is Tarah Se Dekho Tum Saadgi Bikhar Jaaye
Aaj Meri Aankhon Se Bekhudi Bikhar Jaaye
Chand Jaise Mukhde Par Chandni Bikhar Jaaye
Zindagi Ke Chehre Par Aashiqi Bikhar Jaaye
Tumko Pata Hai Kitni Wafa Hai
Tumko Pata Hai Kitni Wafa Hai
Pyaar Karke Dekho Na
Meri Tarah Tum Bhi Kabhi Pyaar Karke Dekho Na
Chaahat Ka Mujhse Sanam Ikraar Karke Dekho Na
Kitna Mazaa Hai Kaisa Nasha Hai
Kitna Mazaa Hai Kaisa Nasha Hai

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.