Jaane Hoga Kya songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Teri Mast Mast Jawani Lyrics
Writer :
Singer :
Teri mast mast, teri mast mastTeri mast nigaahon mein
Jadoo sa aisa chhaaya hai, jadoo sa aisa chhaaya hai
Jadoo sa aisa chhaaya hai, jadoo sa aisa chhaaya hai
Yeh roop tera mastana, har waqt musibat laaye
Yeh roop tera mastana, har waqt musibat laaye
Rag rag mein shole bhar ke, mere dil pe qayamat laaye
Teri mast jawaani chhalke, teri mast jawaani chhalke
Duniya pe nasha chhaa jaaye
Teri mast jawaani chhalke, teri mast jawaani chhalke
Duniya pe nasha chhaa jaaye
Yeh roop mera mastana, har waqt musibat laaye
Rag rag mein shole bhar ke, tere dil pe qayamat laaye
Meri mast jawaani chhalke
Teri mast jawaani chhalke
Duniya pe nasha chhaa jaaye
Kaisa asar hai teri nazar mein
Do teer utre seedhe jigar mein
Kaisa asar hai teri nazar mein
Do teer utre seedhe jigar mein
Nazuk labon ko de doon nishaani
Hothon se choom loon teri jawaani
Yeh roop mera mastana, har waqt musibat laaye
Teri badan ki khushboo chura loon
Aakhon ka teri jadoo chura loon
Teri badan ki khushboo chura loon
Aakhon ka teri jadoo chura loon
Aa ja ke teri duniya badal doon
Bas jaoon dil mein, dil mein basa loon
Yeh roop tera mastana, har waqt musibat laaye
Yeh roop tera mastana, har waqt musibat laaye
Rag rag mein shole bhar ke, mere dil pe qayamat laaye
Meri mast jawaani chhalke
Duniya pe nasha chhaa jaaye
Teri mast mast, teri mast mast
(Teri mast nigaahon mein) 3x
Teri mast mast, teri mast mast
Teri mast nigaahon mein
Jadoo sa aisa chhaaya hai, jadoo sa aisa chhaaya hai
Jadoo sa aisa chhaaya hai, jadoo sa aisa chhaaya hai
Jadoo sa aisa chhaaya hai, jadoo sa aisa chhaaya hai
Jadoo sa aisa chhaaya hai
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


