Holiday songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Aashiyan Lyrics
Writer :
Singer :
Aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
Meharbaan ho gaya ishq bhi aaj se
Aaj ko baandh lu main in zulfon se
Tham lu main yeh pal meri palkon se
Ho jashna aaisa jhoome jahaan
Aaye na aaye kal kya pata
Aashiyaan ban gaya mera dil aaj seNaseebon mein jaane likha aur kya
Naseebon mein jaane likha aur kya
Hain kismat mein apni chupa aur kya
Yeh fikre khudaai tu chod ke
Apni tamannao ko rang de
Iske siva jeena hai aur kya
Jam gaya so gaya woh kal bhul ke
Aaj ki maauj mein chala jhool ke
Ho jashn kaisa jhoome jahaan
Aaye na aaye kal kya pata
Aashiyaan ban gaya mera dil aaj seSitaaron ko bhi aaj roko zara
Sitaaron ko bhi aaj roko zara
Ho chanda ko bhi aaj toko zara
Saji hai dilo ki mehfil yahaan
Kashti yahi hain saahil yahaan
Paayi mohabbat ne manzil yahaan
Umra bhar yu chale yeh shaam toh bhi kya
Zindagi aaj ho tamam toh bhi kya
Ho jashna aaisa jhoome jahaan
Aaye na aaye kal kya pata
Aashiyaan ban gaya mera dil aaj seAashiyaan ban gaya mera dil aaj se
Meharbaan ho gaya ishq bhi aaj se
Aaj ko baandh lu main in zulfon se
Thaam lu main yeh pal meri palkon se
Ho jashn aaisa jhoome jahaan
Aaye na aaye kal kya pata
Aashiyaan ban gaya mera dil aaj se.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


