Aar Paar songs and lyrics
Top Ten Lyrics
O Majhi Teri Lyrics
Writer :
Singer :
O maajhi teri naiyaan se chhuta kinaara
O maajhi teri naiyaan se chhuta kinaara
Kahaan le chali samay ki dhaara
Kahaan le chali samay ki dhaara
Bichhad gaye sab tere apane
Ujad gaye sab sundar sapane
Bichhad gaye sab tere apane
Ujad gaye sab sundar sapane
O maajhi tera khel bigad gaya saara
Kahaan le chali samay ki dhaara
Kahaan le chali samay ki dhaara
Dosh na de tu inn maujon ko
Kuchh mat bol tu sab logo ko
Dosh na de tu inn maujon ko
Kuchh mat bol tu sab logo ko
O maajhi tujhe tere naseebon ne maara
Kahaan le chali samay ki dhaara
Kahaan le chali samay ki dhaara
Patwaaro ko tod gaye hai
Bich bhanwar woh chhod gaye hai
Patwaaro ko tod gaye hai
Bich bhanwar woh chhod gaye hai
O maajhi tune jisako bhi paar utaara
Kahaan le chali samay ki dhaara
Kahaan le chali samay ki dhaara
O maajhi teri naiyaan se chhuta kinaara
Kahaan le chali samay ki dhaara
Kahaan le chali samay ki dhaara.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


