Top Ten Lyrics

Tum Kya Mile Janeja Lyrics

Writer :

Singer :




Tum Kya Mile JanejaPyaar Zindagi Se Hogaya
Aji Izzat Afjaye Ka Sukriya
Is Nacheez Ko Ap Ne Kabil Samjha
Tum Kya Mile Janeja
Pyaar Zindagi Se Hogaya



Hum Tu Yeh Samjhe The
Kahani Khatam Huye
Naz Humme Tha Jispe
Jawani Khatam Huye
Tera Mera Yeh Samana
Naye Ek Shobha Ki Iktida
Tum Kya Mile Janeja
Pyaar Zindagi Se Hogaya

Sab Se Alag Laye Hai
Likhwa Ke Taqdeere
Tood Ke Rakh Dege
Rasmo Ke Zanjeeri
Darne Se Kya Faiyda
Likhe Hum Naya Kayeida

Tum Kya Mile Janeja
Pyaar Zindagi Se Hogaya
Aji Izzat Afjaye Ka Sukriya
Is Nacheez Ko Ap Ne Kabil Samjha

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.