Hum Pyar Karna Sakta Lyrics

Writer :

Singer :




Hum pyar karna sakta
Ke nahi sakta
Hum aankh lada nhi sakta
Ke nahi sakta
O pyar jatane wale
Kya tera mera sath
Meri phulo jaisi jawani
Tere kaato jaise hath
Meri phulo jaisi jawani
Tere kaato jaise hath
Ham hath laga sakte
Ke nahi sakta
Hum pyar karna sakta
Ke nahi sakta
Hum aankh lada nhi sakta
Ke nahi sakta

Hath lage murjhau main
Pas na mere aana
Chod de hamse milna julna
Chhod de aana jana
Chod de hamse milna julna
Chhod de aana jana
Hum khwab me aa na sakta
Ke nahi sakta
Hum pyar karna sakta
Ke nahi sakta
Hum aankh lada nhi sakta
Ke nahi sakta

Kabhi iska kabhi uska
Kuchh nahi kar sakta
Hum tumko hasa na sakta
Hum aasu baha na sakta
Hum geet suna na sakta
Tum kuch bhi kar sakta
Ye bolo marna sakta
Nahi main mar na sakta
Jo nahi marna sakta
Wo pyar na karna sakta
Ab tum jana sakta
Ab kabhi na gana sakta
Hum pyar karna sakta
Ke nahi sakta
Hum aankh lada nhi sakta
Ke nahi sakta
Hum pyar karna sakta
Ke nahi sakta
Hum aankh lada nhi sakta
Ke nahi sakta

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.