
Zanjeer songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Khochey Pathan Ki Lyrics
Writer :
Singer :
Wallah..wallah…wallah
Sab kuch khudaa se maang liya
Ek tujhko hi maang ke
Uthte nahin hain haath mere
Ab is duaa ke baad, is duaa ke baadOye khochey pathan
Aaa aa aaaa…
Oye laley di jaanYaroon ke ji yaar hai
Dildar hai hum
Yaar pe mit jaayenge
Khuda ki kasamOo..o…
Yaroon ke ji yaar hai
Dildar hai hum
Yaar pe mitt jaayenge
Khuda ki kasamJaan de de…jaan de de,
Jo tu kare ishara
Ho yaara
Khochey pathan ki zubaan hai
O yaara
Khochey pathan ki zubaan hai
O yaara
Khochey pathan ki zubaan hai
O yaara
Khochey pathan ki zubaan hai
O yaaraDe de re maula
Maula re maula
Yaar ke karam
Reham karam bus tera hai
Tera hi bharamNazar utha ke koi dekhe
Ye hai kis mein dum
Khade hai raah mein teri
Deewar banke hum
Ho ho ho..ho…Nazar utha ke koi dekhe
Ye hai kis mein dum
Khade hai raah mein teri
Deewar banke humMajaal itni kahan jo
Koi tujhe chhooley
Meri shamsheer karde uska sar
Wahin pe kalam
Ho ho ho.. Ho…
Ho ho ho.. Ho…Yaari mein peeche kabhi
Hate na kadam
Yaaro pe mitt jaayenge
Khuda ki kasam
Jaan de de…jaan de de,
Jo tu kare ishara ho yaara
Khochey pathan ki zubaan hai
O yaara
Khochey pathan ki zubaan hai
O yaara
Khochey pathan ki zubaan hai
O yaara
Khochey pathan ki zubaan hai
O yaaraZara sa katra bhi
Apni ana mein rehta hai
Ajeeb lehja mein dariya se
Baat karta hai
Ho ho ho..ho…Zara sa katra bhi
Apni ana mein rehta hai
Ajeeb lehja mein dariya se
Baat karta haiYe rehke paani mein
Toofan se nahi darta
Khuda ke yaar ki yaari
Se pyaar karta hai
Ho ho ho..ho…
Ho ho ho..ho…Yaari mein peeche kabhi
Hate na kadam
Yaaro pe mit jaayenge
Khuda ki kasam
Jaan de de…jaan de de
Jo tu kare ishara ho yaara
Khochey pathan ki zubaan hai
O yaara
Khochey pathan ki zubaan hai
O yaara
Khochey pathan ki zubaan hai
O yaara
Khochey pathan ki zubaan hai
O yaaraKhuda ke baad mujhko
Yaar yaari pe atida hai
Bula ke yaar mehfil mein
Mujhe tune kharida hai
Ki ye sach hai dua maangi toh
Tera saath paaya hai
Maseeha ban ke mere sar pe
Tera haath aaya hai
Main tujhpe jaan luta dunga
Toh main imaan luta dunga
Aanch aa jaaye yaari pe
Toh hasti ko mita dunga
Main tujhpe jaan jaan
Jaan jaan jaan luta dunga
Toh main imaan maan
Maan maan imaan luta dunga
Ho ho ho..ho…Jaan de de… jaan de de,
Jo tu kare ishara yaara
Khochey pathan ki zubaan hai
O yaara
Khochey pathan ki zubaan hai
O yaara
Khochey pathan ki zubaan hai
O yaara.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.