Agnivarsha: The Fire And The Rain songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Din Andhiyaare Lyrics
Writer :
Singer :
Din andhiyaare
Kaliyug bit din andhiyaare
Kaliyug bit din andhiyaare
Na suraj hi nikala
Na chanda na taare
Din andhiyaare
Kaliyug bit din andhiyaareEk pal more
Mann mein mein nirasha
Ek pal more, ek pal more
Mann mein mein nirasha
Duje pal hain ashao
Bolsakenge do ghan naina
Kyaa mere mann ki bhasha
Din andhiyaare
Kaliyug bit din andhiyaareJeevan jaise kala sagar
Jeevan jaise kala sagar
Jisa ka nahi kinaara
Koi toh aata jo sang laata
Ek kirana ujiyaara
Din andhiyaare
Kaliyug bit din andhiyaareNa suraj hi nikala
Na chanda na taare
Din andhiyaare
Kaliyug bit hain din andhiyaare
Hain din andhiyaare
Hain din andhiyaare.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.