
Yeh Aag Kab Bujhegi songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Aye Meri Rahate Jaan Lyrics
Writer :
Singer :
Happy birthday to you, happy birthday to you
Happy, happy birthday to you puja
Happy birthday to you
Happy, happy birthday to you puja
Happy birthday to you
Aye meri rahate jaan, koi tujh jaisa kaha
Aye meri rahate jaan, koi tujh jaisa kaha
Tujhse aabad hai, tujhse aabad hai meri khusiyo ka jaha
Aye meri rahate jaa, koi tujh jaisa kaha
Aye meri rahate jaan, koi tujh jaisa kahaHar khusi, har bahar tujse hai, zindagi khus gawar tujhse hai
Meri aankho ki roshani hai tu, kya kahu kitna pyar tujhse hai
Meri aankho ki roshani hai tu, kya kahu kitna pyar tujhse hai
Tere chehare pe likhe, tere chehare pe likhe, kitani yado ke nisha
Aye meri rahate jaan, koi tujh jaisa kaha
Aye meri rahate jaan, koi tujh jaisa kahaKya batau meri beti mujhe kya lagti hai
Miti goli teri vedo ki rich lagti hai
Kabhi kura, kabhi gita ki sada lagti hai
Rup sita ka hai, radha ki ada lagti hai
Tujhpe hota hai kabhi, tujhpe hota hai kabhi
Mujhe mariyam ka guma,
Aye meri rahate jaan, koi tujh jaisa kaha
Aye meri rahate jaan, koi tujh jaisa kahaMai to us waqt ke us din ke liye zinda hu
Mai tere hatho me jab rang hina dekhuga
Tujhko doli me bithauga, vidayi duga
Chain pauga jab ghar tera basa dekhuga
Apni yado ki mahak, apni yado ki mahak
Chhod jayegi yaha,
Aye meri rahate jaan, koi tujh jaisa kaha
Aye meri rahate jaan, koi tujh jaisa kaha
Tujhse aabad hai, tujhse aabad hai meri khusiyo ka jaha
Aye meri rahate jaan, koi tujh jaisa kaha
Aye meri rahate jaan, koi tujh jaisa kaha
Happy birthday to you, happy birthday to you
Happy, happy birthday to you puja
Happy birthday to you.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.