Jaanam Lyrics

Writer :

Singer :




Jaanam aao zaara pass mein,
Jaanam dubo ehsaas mein,
Jaanam aao zaara pass mein,
Jaanam dubo ehsaas mein,

Doori aaj door kar do,
Todo mujhko aaj choor kar do,
Mujh mein aaj khud ko bhar dona bhardo na,
Jaanam aao zaara pass mein,
Jaanam dubo ehsaas mein,

Yeh teri meri raat hay,
Yeh samma bhi toh saath hay,
Tu neend kharab kar,
Phir pura har khawab kar,
In julfon ki saath uljho,
Mere dil ki baat samjho ,
Mujh mai aaj khud ko bhardo bhardo na,
Jaanam aao zaara pass mein,
Jaanam dubo ehsaas mein,
Jaanam aao zaara pass mein,
Jaanam dubo ehsaas mein,

Sunn seene mein jo shor hay,
Ye chahtoin ka zor hay,
Aaa tujhko main pyaar doon,
Pal tujh mein guzzar doon,
Aankhoein pe yeh aankhein rakh do..
Saason pai ye saansein rakh do,
Mujh mai aaj khud ko bhardo..bhardo,

Jaanam aao zaara pass mein,
Jaanam dubo ehsaas mein,
Jaanam aao zaara pass mein,
Jaanam dubo ehsaas mein jaanam.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.