Jawani Mein Budhapa Hai Lyrics

Writer :

Singer :




Mujhe dekh ke janeman
Kyu aise hairan hai
Saat saal ki umar hai lekin
Dil abhi jawan hai
Kahani mein hakikat hai
Hakikat mein jawani hai
Jawani mein budhapa hai
Budhape mein jawani hai
Jawani mein budhapa hai
Budhape mein jawani hai

Kahani mein hakikat hai
Hakikat mein jawani hai
Jawani mein budhapa hai
Budhape mein jawani hai
Jawani mein budhapa hai
Budhape mein jawani hai

Maine bachpan se khaya hai
Pista aur badam
Maine bachpan se khaya hai
Pista aur badam
Sok hasino ki sangat mein raha
Main subah sham
Isiliye to isliye to
Mere lahu mein abhi talak rawani hai
Jawani mein budhapa hai
Budhape mein jawani hai
Jawani mein budhapa hai
Budhape mein jawani hai

Suraj chand sitaro se bhi
Tej hai meri najar
Suraj chand sitaro se bhi
Tej hai meri najar
Dekh mere baju ki takat
Dekh na meri umar
Wo sharab wo sharab uthni nashili
Jitni adhik purani hai
Jawani mein budhapa hai
Budhape mein jawani hai
Jawani mein budhapa hai
Budhape mein jawani hai

Naame dil ek hai dil
Sadiyo se purana hai
Mera aur majnu ka to
Ek hi fasana hai
Umar meri hai
Abhi khelne khane ki
Hasino mahjamino se
Najar ladane ki
Husn tera jalta shola ishq
Mera thanda pani
Husn tera jalta shola ishq
Mera thanda pani
Dil ki aag bhuja le rani rut
Ye badi mastani hai

Jawani mein budhapa hai
Budhape mein jawani hai
Jawani mein budhapa hai
Budhape mein jawani hai
Kahani mein hakikat hai
Hakikat mein jawani hai
Jawani mein budhapa hai
Budhape mein jawani hai
Jawani mein budhapa hai
Budhape mein jawani hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.