
Giraft songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Mere Karam Ka Lyrics
Writer :
Singer :
Mere karam ka oho ho
Mere karam ka tere sitam ka
Aaj hoga hisaab
Main rahungi ya tum rahonge
Aaj suno janaab, aaj suno janaab
Mere karam ka tere sitam ka
Aaj hoga hisaab
Main rahungi ya tum rahonge
Aaj suno janaab, aaj suno janaabMain to samjhi thi tujhko piya
Tu to nikala bahurupiya
Main to samjhi thi tujhko piya
Tu to nikala bahurupiya
Pyaar se ye dil tujhko diya
Tune usko rushwa kiya
Raat ka jadoo ohoo
Raat ka jadoo dil bekabu
Uspe sulagta sabaab
Main rahungi ya tum rahonge
Aaj suno janaab, aaj suno janaabAaj bagavat par hain dil
Saamne hain mera kaatil
Aaj bagavat par hain dil
Saamne hain mera kaatil
Ye hain kayamat ki mehfil
Bachke nikalana hain mushkil
Apni waffa ko o ho
Apni waffa ko teri jhaffa ko
Kar duni main benaqab
Main rahungi ya tum rahonge
Aaj suno janaab, aaj suno janaabMere karam ka tere sitam ka
Aaj hoga hisaab
Main rahungi ya tum rahonge
Aaj suno janaab, aaj suno janaab.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.