Kyun Hota Hai Dil Deewana Lyrics

Writer :

Singer :




Pal pal koi pagal pan kyun hota hai
San san yeh tan dhak dhak mann kyun hota hai

Hoo pal pal koi pagal pan kyun hota hai
Haaan san san yeh tan dhak dhak mann kyun hota hai
Kyun rang naye lagthe hai
Kyun dhang naye lagthe hai
Kyun aaise mehak jathe hai
Kyun aang naye lagthe hai

Koi yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana
Kyun hota hai dil deewana
Koi yeh na jana
Haann…

Kyun jagthe aankhon mein khwab aate hai
Kyun mein gaoon tho yeh patar bhi gathe hai
Kyun lagthe hai ujle ujle yeh din saare
Kyun sham ko dil mein deepak si jal jathe hai
Kyun raath pigal jathi hai
Kyun koi ghata chati hai
Kyun dil karta hai tamanna
Kyun neend nahi aati hai

Koi yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana
Kyun hota hai dil deewana
Koi yeh na jana
Haann…

Kyun honto pe ek naam hamesha rehta hai
Kyun sach lagtha hai sab woh jo bhi kehta hai
Kyun aarmano ki barish si hoti hai
Kyun sapno ka dariya sa kuch behta hai
Kyun chal behak jathe hai
Kyun saans lekh jathi hai
Kyun jal uthe hai tan mann
Kyun aaj dehak jathi hai

Koi yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana
Kyun hota hai dil deewana
Koi yeh na jana
Haann…

Pal pal koi pagal pan kyun hota hai
San san yeh tan dhak dhak mann kyun hota hai
Kyun rang naye lagthe hai
Kyun dhang naye lagthe hai
Kyun aaise mehak jathe hai
Kyun aang naye lagthe hai

Koi yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana
Kyun hota hai dil deewana
Koi yeh na jana

Koi yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana
Kyun hota hai dil deewana
Koi yeh na jana
Koi yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana
Kyun hota hai dil deewana
Koi yeh na jana.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.